Website ke liye free hosting aur domain kaise milega
Dosto, agar app ek blogger hai to app ko bhi pata hoga ki blog banane ke liye Blogspot aur WordPress do tarike hote hai. Blogspot par dosto free domain mil jata hai aur free hosting bhi par Wordpress par aisa bilkul nni hai dosto agar aapko WordPress blog banane ke liye dosto hame kharidna padta hai Web Hosting aur Domain name kharidna pasta hai aur ye Sab karne baad app apna WordPress blog bana paayenge.
Friends, ye to hogaya paid tarika par agar app keval web development sikhana hai aur kuch nni to kyun apna paisa bekar me invest karna.Ab ham baat karenge ki app ko kha se Web hosting aur Domain Name milega.

How to get free web hosting aur ye hoti kya hai to mai app ko bata do ki web hosting app ko website ki files ko store karta hai aur logo ko usse access karne deta hai. Aur ek aur baat dosto jo Webhosting hume leni hai vo hai Linux Based Hosting kyun ki yehi hamare blog ya WordPress ke lihaaj se sahi rahega. Dosto generally Web Hosting ke teen prakar hote hai :-
1) Shared Hosting
2) VPS Hosting
3) Dedicated Hosting
friends Jo ye teen Web Hosting hai usse him kiski aur din describe karenge. Ab aate kaam ki baat Jo hai kha se milega.
Friends Maine khud ek WordPress blog bana kiya hai vo bhi free hosting and domain ke saath issiliye mai app logo ke sath ye information share kar rha hu.
Dosto Maine free domain Jo hai vo 1 year ke liye register kiya tha Freenom ka use karke website visit karne ke liye yaha click kare.
Dosto is website par apna account register kijiye aur domain search kariye aur register kariye friends agar app issue domain 1 year se jayada ka lenge to aap ko paise dena padega.
Ye hai friends vo website freenom.com aur trusted hai friends.
Aur ab aa jaate hai friends hosting par ki asp hosting kha se purchase karenge to friends aisee kai saare websites hai Jo aapko free hosting provide karati hai un me se ek hai 000Webhost dosto is website ko sabse best ek tarah se keh sakte hai free Web Hosting ki nazariye se. Website par visit karne ke liye yaha click kare .
To dosto ab mai app ko bata do ki free Web Hosting aur free Domain name ka faayda aur nuksaan kya hota hai:-
Sabse pehle baat karte hai faayde ki :-
Dosto agar app ko Web Developing keval sikhna hai to app free domain aur hosting kharid sakte hai lekin agar aap ek blog bana rhe hai jisko aap ko bahut professionaly handle karenge to bilkul bhi free domain aur free hosting mat kharidna.
To dosto bass yehi that free Web hosting aur free Domain Name lene ka kuch faayede.
Aur ab baat kar let's hai kuch nuksaano ki :- To Dosto ab baat kar let's hai kuch nuksaano ki Dosto jaise ki mai aap ko pehle hii faayede me ki agar aap ko ek blog ko bahut uuche keval tak le jaana hai to free hosting aur domain mat kharidna jii haa Dosto agar app aisa karte hai to Dosto aap ke hosting ka Jo server hai voo ek dam slow ho jayega aur issue appke visitors ko bahut dikkato ka saamna karna pad skata hai. Dosri baat Dosto agar aap ne free hosting kharid hai to aap kisi bhi prakar ka koi Support nni milega. Teesri baat agar aap ne free domain kharidna hai to bhi aap ko kai dikkato ka saamna karna pad sakta hai.
To , Saari baat milake dosto ki agar aap ko keval Web Development sikhana hai to hi aap free Hosting aur Domain ligiyega aur agar app ko professional leval par Web Development ya Blogging karna hai to aap ko paid Web Hosting aur paid Domain Name hi Lena hoga Aur ye aap ke liye sahi hoga.

No comments